Mayuri-Episode-01
Introduction:
Story Name = Mayuri
Story Theme = ek Morni ke Badle ki Kahani
Characters = Hina khan as Mayuri
Ravi Dubey as Mayank
Urvashi Dholakia as Aparna Malhotra
Zain Imam as Ishan Malhotra
Episode-1
Mayank: Hey Vishnu!Barso Se Apki Tapasya Ki Hai.Abtak Kuch Nahi Manga.Aaj Humdono Ek Hi Cheez Mangne Aaye Hai
Mayuri: hey vishnu hume bas etna mangna he apse ๐ ki humara jo bchcha hoga ๐ vo hmesa salamat rahe ๐ use kbhi kisi bhi prakar ka kasht na aye
Vishnu Ji: Sada Prasann Raho๐ฃTathastu๐
[Mayuri Mayank Aashirvad Lete Hai๐๐.Aur Mandir Ke Bahar Jungle Me Chal Padte Hai]
Mayuri: haay ๐ kitna pyara mousam he ! Are udhar kya dekh re ho Mayank ๐คญ meri or dekho...
Ye badal bhi aj garaj kar humare pyar ka saboot de rahe he ๐ ye bijli ki gargarahat hume hmare pyar ki boli bata rahe he ๐
Mayank: Ha! Lagta hai barish hogi.Lekin Tum Wada Karo ki Nahi Nachogi๐Kyu ki Tumhare Pet Me Humara Bachha Hai๐
Mayuri: kya ๐ Mayank ! Ase na rokiye hume , me nahi rok paungi khud ko ๐
Mujhe nachna hi he ๐
Mayank: Thik Hai Chalo Dono Nachte Hai๐Lekin Aram Se!
*Ek Taraf Mayuri Aur Mayank Ka Anmol Pyaar.Lekin Kehte Hai Na khushiyan Zyada Der Nahi Tikti.Dusri Taraf Ek Aisi Kaali Shakti Jo Hai Insano Ke Roop me Aur Apne Bete Ko Sabse Takatwar banane ke liye Koi bhi hadd paar karne ko taiyaar hai*
Aparna Malhotra: Iss Baar Kamyab Nahi Hui to kya hua๐Dekhna Ishaan Tumhari Maa Tumse Yeh Wada Karti Hai ki Tumhe Duniya ka sabse Takatwar Banake Rahungi
Ishan Malhotra: maa ๐จ ap jada socho mat apka Beta hi bnega is pure brahmand ka subse takatwar Rakshas
Noukar: Mem Saab!Pichhe Jungle me Mor Aur Morni Naach rahe hai๐จ
Aparna Malhotra: Isme kya badi baat h?๐
Noukar: Suniye to!! Wo Sadharan Mor Marni nahi.Bohot ShaktiShali Hai dono.
Aparna Malhotra: Maine bhi suna hai..Inn Shaktishali Morniyo ke Ande se Duniya Pe Raaj Kar sakte hai.
Noukar: Hanji Mam..Sahi Bole Aap.Meri Dadi ji Bataya Karti thi.
Aparna Malhotra: To Der kis baat ki?Jao Aur Lao pakad ke use
Noukar: Nahi Yeh Hum Mor Ke Hote Hue Nahi Kar Sakte.
Aparna Malhotra: To Maar Girao Use.Aur Kuch bhi ho..Aaj Chahiye Matlab Chahiye๐
Ishan Malhotra: maa ๐จ par hum kese in Moro se Shakti paa skte he ?
Aparna Malhotra: Morniyo ko Maha Vishnu ka vardan hota hai.Sadiyo ki tapasya ka fal Hota hai unke Ande Me๐ฅ
Ishan Malhotra: achha yaani enke ande me hi sari shaktiya he ๐จ
Par us ande ke andar jo bachcha he ๐ uska kya ?
Noukar 5-6 Logo ke Apne Saath Leke Mayank Ko Marne Ke Liye Jungle me Chal Padta Hai
Mayuri: Mayank ! Suno ๐ซ
Mayank: Kya hua
Mayuri: Mujhe achanak se bahut ghabrahat ho rahi he ๐ซ
Mayank: Thak Gayi Ho.Aur Kuch Nahi.Bola tha na ki Jyada Na Nacho๐
Mayuri: kahi kuchh Anarth to nahi hone wala ๐ฑ , hey vishnu ๐
Mayank: Itna Kyu sochti ho.Vishnu ji ka haath humare Sir pe hai๐
Mayuri: Haa un par hi visvas he hume ๐
Mayuri: Tum ho na sath humare humesha ๐๐
*Charo Taraf se Goli Chalti Hai.*
Mayank: Aaaaahhhhhhh..Mayuri..!!!!!!
Mayuri: Mayank.......๐ฑ
Ye kya ho gya mayank ๐ญ nahi asa ni ho skta ๐ญ tumhe kuchh nahi hoga , hey vishnu hmari rakhsa kijiye ๐ญ
Mayank: Wada Karo๐ญKi tum Iss ande ko bachaoge.Mai chala...Humare Bachhe ka dhyan rakho..Koi bhi Buri shakti ke haath na lage..Aahhh..!!Mayuri
*Mayank Mar Jata Hai* *Aur Mayank Ka Sharir Achanak Se Gayab Ho Jata Hai*
*Kal Dekhiye*
Kya Hoga Ab Mayuri Ka.
Kya Bacha Payegi Khudko Aparna Ki Chaal Se.Kya Yahi Hai Anth Mayuri-Mayank Ki Prem Kahani Ka?
*Janane Ke Liye Dekhiye _Mayuri_ Kal Shaam 6baje*
To Hume Jarur Bataiye Comments Me๐Kaisa Laga Episode.
.
.
.
Writter:@reality.khabriClick Here To Follow
Production:@craze_production Clik here to follow
Dialogues Delivered By:
Mayuri:@royjyoti424Click here to follow
Mayank:@sujalsomaniClick here to follow
Ishaan Malhotra:@harisha0786priClick here to follow
Aparna Malhotra:@biggbossjasoosClick here to follow
Vishnu Ji:@thedetective01Click here to follow
Woow exilent nice story
ReplyDeleteThank you
DeleteThank you
Delete